Search This Blog

Friday, August 14, 2009

Dilli

Song: Dilli
Album: Dhoom
Band: Euphoria

*** Lyrics ***

Ye shehar meri jaan
Iska naam hai meri pehchan
Meri saanso mein basa is hawa ka nasha
Mera dil mera pata meri shaan
Ye shehar meri jaan
Ye shehar meri jaan

Kehti koi kahani ye galiyan ye bastiyan
Raaho ko sajaye pedo ki daaliya
Ye nazara hai kitna pyaara
Mera dil mera pata meri shaan
Ye shehar meri jaan
Ye shehar meri jaan

Bhaagta phirta raha hai insaan yaha
Dil mein hai basaye jeene ka armaan
Sab ka sahara
Shehar hamara
Mera dil mera pata meri shaan
Dilli hai meri jaan dilli hai meri jaan
Dilli hai meri jaan dilli hai meri jaan

Meri jaan

No comments:

Post a Comment