Song: Tumse Pyaar
Album: Dhoom
Band: Euphoria
*** Lyrics ***
Chaha tumhe o jaane jaa
Chaha hai tanha
Chaha saara jahan
Chahi thi manzil jahan ek nishan
Thodi zameen thoda aasaman
Kehna chahu main tumhe bas ik baar
Jhoota jeevan hai mera
Hai sach hi hain tumse pyaar
Yaad hai tumko woh suhani shaam
Jab liya tha tumne mera naam
Socha na tha kya hoga anjaam
Thode aanshu thodi muskaam
Kehna chahu main tumhe bas ik baar
Jhoota jeevan hai mera
Hai sach hi hain tumse pyaar
Tumse pyaar
Jhoote vaade jhoota ye samaj
Jhoote rishte
Sacha tera pyaar
Jhoote naate jhootha ye jahan
Jhootha sab kuch
Sacha tera pyaar
Tumse pyaar tumse pyaar
Tumse pyaar tumse pyaar
Tumse pyaar tumse pyaar
Chaha tumhe jaana
Kehna hai ek baar
Chaha tumhe jaana
Hain bas tumse pyaar
Chaha tumhe jaana
Kehna hai ek baar
Chaha tumhe jaana
*** Video ***
Friday, August 14, 2009
Kyun Juda
Song: Kyun Juda
Album: Dhoom
Band: Euphoria
*** Lyrics ***
Kehti hai ye khamoshi
Chupke se jo kuch kaha
Chup hai aaj lamha
Hain alfaaz tanha
Be aawaz tu kahan
Chup ho tum bolo kyun
Chhip gaya kya sakoon
Chhedo saaz tum sanam
Kuch kaho
Khud se tum kyun juda iss tarah
Iss tarah
Kehti haiye khaamoshi bhi
Roko na tum bewajah
Gira do ye sehra
Chehre pe jo mera
Maango main ek sawal tumse
Chup ho tum bolo kyun
Chhip gaya kya sakoon
Chhedo saaz tum sanam
Kuch kaho
Woh hasi hai kahan
Goonjti jo yahan
Kya pareshan ho tum
Kuch kaho
Khud se tum kyun juda iss tarah
Kyun juda iss tarah
Chup ho tum bolo kyun
Chhip gaya kya sakoon
Chhedo saaz tum sanam
Kuch kaho
Woh hasi hai kahan
Goonjti jo yahan
Kya pareshan ho tum
Kuch kaho
Chup ho tum bolo kyun
Chhip gaya kya sakoon
Kya pareshan ho tum
Kuch kaho
Khud se tum kyun juda
Album: Dhoom
Band: Euphoria
*** Lyrics ***
Kehti hai ye khamoshi
Chupke se jo kuch kaha
Chup hai aaj lamha
Hain alfaaz tanha
Be aawaz tu kahan
Chup ho tum bolo kyun
Chhip gaya kya sakoon
Chhedo saaz tum sanam
Kuch kaho
Khud se tum kyun juda iss tarah
Iss tarah
Kehti haiye khaamoshi bhi
Roko na tum bewajah
Gira do ye sehra
Chehre pe jo mera
Maango main ek sawal tumse
Chup ho tum bolo kyun
Chhip gaya kya sakoon
Chhedo saaz tum sanam
Kuch kaho
Woh hasi hai kahan
Goonjti jo yahan
Kya pareshan ho tum
Kuch kaho
Khud se tum kyun juda iss tarah
Kyun juda iss tarah
Chup ho tum bolo kyun
Chhip gaya kya sakoon
Chhedo saaz tum sanam
Kuch kaho
Woh hasi hai kahan
Goonjti jo yahan
Kya pareshan ho tum
Kuch kaho
Chup ho tum bolo kyun
Chhip gaya kya sakoon
Kya pareshan ho tum
Kuch kaho
Khud se tum kyun juda
Maa
Song: Maa
Album: Dhoom
Band: Euphoria
*** Lyrics ***
Main thak gaya tha
Socha tha so jaaun
Tere aanchal mein rota jaaun
Meri jebe khaali hai
Bas dhundali yaade hai
Wahi teri baatein aur tera pyaar
Is jeevan se pyaar karta nahin
Aur marne se main to darta nahin
Sab kuch bhulne baad
Mujhe ab talak hai yaad
Wahi teri baatein aur tera pyaar
Maa main haara nahin
Raato ke andhero se
Main haara nahin
Chhahe bhukh ho aur pyaas
Main haara nahin
Main haara nahin
Mere saath tera vishwas
Maine maangi thi suraj ki boondein
Megho ke saaye mujhe dhoonde
Khushiyon ka pal jo ruka
Main na toota na jhuka
Meri himmat teri baatein tera pyaar
Maa main haara nahin
Aandhi se toofano se
Main haara nahin
Mat ho na tu udaas
Main haara nahin
Samay se insaano se
Main haara nahin
Mere saath tera vishwas
Maa main haara nahin
Mujhe yaad hai mera bachpan
Aur woh kaali sooni raat
Mujhe yaad hai kya galat tha kya sahi
Aur usse bhi zayda mujhe yaad aaye tera pyaar
Par main haara nahin
Haara nahin
Main haara nahin
Raato ke andhere se
Main haara nahin
Mat ho na tu udaas
Main haara nahin
Samay se insaano se
Main haara nahin
Mere saath tera vishwas
Maa main haara nahin
Maa main haara nahin
Haara nahin haara nahin haara nahin
Mere saath tera vishwas
Album: Dhoom
Band: Euphoria
*** Lyrics ***
Main thak gaya tha
Socha tha so jaaun
Tere aanchal mein rota jaaun
Meri jebe khaali hai
Bas dhundali yaade hai
Wahi teri baatein aur tera pyaar
Is jeevan se pyaar karta nahin
Aur marne se main to darta nahin
Sab kuch bhulne baad
Mujhe ab talak hai yaad
Wahi teri baatein aur tera pyaar
Maa main haara nahin
Raato ke andhero se
Main haara nahin
Chhahe bhukh ho aur pyaas
Main haara nahin
Main haara nahin
Mere saath tera vishwas
Maine maangi thi suraj ki boondein
Megho ke saaye mujhe dhoonde
Khushiyon ka pal jo ruka
Main na toota na jhuka
Meri himmat teri baatein tera pyaar
Maa main haara nahin
Aandhi se toofano se
Main haara nahin
Mat ho na tu udaas
Main haara nahin
Samay se insaano se
Main haara nahin
Mere saath tera vishwas
Maa main haara nahin
Mujhe yaad hai mera bachpan
Aur woh kaali sooni raat
Mujhe yaad hai kya galat tha kya sahi
Aur usse bhi zayda mujhe yaad aaye tera pyaar
Par main haara nahin
Haara nahin
Main haara nahin
Raato ke andhere se
Main haara nahin
Mat ho na tu udaas
Main haara nahin
Samay se insaano se
Main haara nahin
Mere saath tera vishwas
Maa main haara nahin
Maa main haara nahin
Haara nahin haara nahin haara nahin
Mere saath tera vishwas
Dilli
Song: Dilli
Album: Dhoom
Band: Euphoria
*** Lyrics ***
Ye shehar meri jaan
Iska naam hai meri pehchan
Meri saanso mein basa is hawa ka nasha
Mera dil mera pata meri shaan
Ye shehar meri jaan
Ye shehar meri jaan
Kehti koi kahani ye galiyan ye bastiyan
Raaho ko sajaye pedo ki daaliya
Ye nazara hai kitna pyaara
Mera dil mera pata meri shaan
Ye shehar meri jaan
Ye shehar meri jaan
Bhaagta phirta raha hai insaan yaha
Dil mein hai basaye jeene ka armaan
Sab ka sahara
Shehar hamara
Mera dil mera pata meri shaan
Dilli hai meri jaan dilli hai meri jaan
Dilli hai meri jaan dilli hai meri jaan
Meri jaan
Album: Dhoom
Band: Euphoria
*** Lyrics ***
Ye shehar meri jaan
Iska naam hai meri pehchan
Meri saanso mein basa is hawa ka nasha
Mera dil mera pata meri shaan
Ye shehar meri jaan
Ye shehar meri jaan
Kehti koi kahani ye galiyan ye bastiyan
Raaho ko sajaye pedo ki daaliya
Ye nazara hai kitna pyaara
Mera dil mera pata meri shaan
Ye shehar meri jaan
Ye shehar meri jaan
Bhaagta phirta raha hai insaan yaha
Dil mein hai basaye jeene ka armaan
Sab ka sahara
Shehar hamara
Mera dil mera pata meri shaan
Dilli hai meri jaan dilli hai meri jaan
Dilli hai meri jaan dilli hai meri jaan
Meri jaan
Videos of album Mehfuz
*** Video of Bewafa ***
*** Video of Bhoola Sab ***
*** Video of Mehfuz ***
*** Video of Rab Jaane ***
*** Video of Soneya ***
*** Video of Bhoola Sab ***
*** Video of Mehfuz ***
*** Video of Rab Jaane ***
*** Video of Soneya ***
Videos of album Gully
*** Video of Ab Na Jaa ***
*** Video of Kabhi aana tu meri gully***
*** Video of Mantra ***
*** Video of Raja Rani ***
*** Video of Sone De Maa from the movie Shootout at Lokhandwala ***
*** Video of Kuch Nahin (User Created) ***
*** Video of Waise Hi (User Created) ***
*** Video of Kabhi aana tu meri gully***
*** Video of Mantra ***
*** Video of Raja Rani ***
*** Video of Sone De Maa from the movie Shootout at Lokhandwala ***
*** Video of Kuch Nahin (User Created) ***
*** Video of Waise Hi (User Created) ***
Videos of Album Phir Dhoom
*** Video of Mai Re ***
*** Video of Kaise bhoolegi mera naam ***
*** Video of Pyaar Hi Tha ***
*** Video of Hum (Rok Sako to Rok Lo) ***
*** Video of Kaise bhoolegi mera naam ***
*** Video of Pyaar Hi Tha ***
*** Video of Hum (Rok Sako to Rok Lo) ***
Subscribe to:
Posts (Atom)